Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesh Deva
Mata Teri Parvati Pita Mahadeva
Ek Dant Dayawant Char Bhujadhari
Mastak Mein Sundar sunhaen Chuhe Ke Sawari
Jai Ganesh……….
Andhan Ko Ankh Deto , Kodihyan Ko Kaya
Vanjhan Ko Putar Deto , Nirdhan Ko Maya
Jai Ganesh…..
Ladoon Ka Bhog Lage, Sant Kare sheva
Har Chadhe Phool Aur Chadhe Mewa
Jai Ganesh….
Dasan Ke Laj Rakho Shivkumar wari
Sagal Manorath Puran Karto Jaoon Balhari
Jai Ganesh…..